Menu
blogid : 11542 postid : 17

दौलत का भुत

meri maa
meri maa
  • 23 Posts
  • 2 Comments
Daulat ka Bhoot

aaj ke samay logo me daulat ka lalach ish kadar tak bd gya hai ki unhe dhan – daulat ke alava kuch dikhai nhi deta. ve hr chij ko daulat se napte hain.

chahe ve shadi ka mamla ho.Ladki ki shadi ka mamla first stage pr hai.jab ladki ka rista pakka hota hai tbhi se ladki ka sodha suru ho jata hai. Uske maa-baap se nayi-nayi demand kri jati hain. Shadi tk ladki ke maa- baap hr sart aur hr demand puri karte hain kyoki unko dr hota hai ki unki beti ka rista tute na jaye.

Ladki ko mehsuse hone lgta hai ki vo ek bojh hai maa- baap pr. Yhi reason hai ki anek ladkiya societ kr leti hain, taki maa-baap unke bojh se aajad ho jaye.Aur nhi to kuch ladkiyo ko shadi ke baad maar diya jata hai, In sabka reason hai—–dahej. ye ek aisi niti bna di ladko valo ne.

Isshi kaarn ladki ki sankhya ladko ke mukable me kum hoti hain. Ladkiyo ki sankhya kum hone ka kaarn ek ye bhi hai ki 60% ladkiyo ko gharbh me maar diya jata hai.

kripya aisa hone se rokiye, ek baar soch kr dekiye ki ladkiya maa- baap ka nam roshan krti hain, ladke nahi. plz ladkiyo ko janam se phle mt maaro, unhe jeene ka ek mauka do

.

ANJU SHARMA

 

Read Comments

    Post a comment

    Leave a Reply